sanvidhanvad kaha hai nyaay pardarshita Samanta sare muly ka hanan kiya hai sarkar ne
Sarkar me Chhota se Chhota kam karana Jo Janata ka maulik hak Hai Adhikar hai uske liye bhi paisa dena padta hai Koi pardarshita nahin Koi nyaay nahin Keval Paisa chalta hai shikayat ke bad Adhikari bolata Hai upar Se aadesh aaya Hai yani Sarkar bhrasht Hai Sarkar paise leti Hai Janata ka shoshan karti hai Sarkar ke aadeshanusar ki paise vasulle ja rahe hain Jo Janata Sarkar ko power deti Hai vah Janata Das ki sthiti mein a jaati Hai power Lene Wale Raja hai per ab waqt a gaya hai hamen badlav karna chahie inmein aur British shasan mein antar karna kathin hai
Join the swarm to support this issue.
Free, lifelong, and about 30 seconds with your Google account. No spam, no fees — just a number and a voice.